Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhumika (1977)
HomeBhumika (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti
saawan ke din aaye sajanva aan milo aan milo barkha jiya tarsaaye sajanva aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo sajaniyaa aan milo aan milo jaise ghata mein bijli chamke peer uthe mann mein tham tham ke peer uthe mann mein tham tham ke koi nahinnnnnnnn dheer bandhaye dheer bandhaye birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo aag lagi hai thandi pawan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein jale koiiiiiiiiii tum bin haayee tum bin haaye birha jiya tadpaaye sajaniyaa aan milo aan milo yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo saawan ke din aaye sajanva aan milo sajaniyaa aan milo aan milo aan milo aan milo aan milo
tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein ye tumne kaisa dikhayaa sapnaa main pichhe sab chhod aayi apna pichhe sab chhod aayi apna khadi hoon rango ke ek nagar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein chubhan si hai dil mein pyaari pyaari hai meethi meethi si beqaraari meethi meethi si beqaraari jalan suhaani si hai jigar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein jee naa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Saawan Ke Din Aaye Sajanva Bhumika (1977) 03:43 15147
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 03:43   Song Number : 15147   

Tumhaare Bin Jee Naa Bhumika (1977) 04:07 12913
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Smita Patil, Amol Palekar
Raag- 
Todi
Duration : 04:07   Song Number : 12913